Pages

Sunday, August 24, 2008

Tum Agar Saamne - Raaz

Tum Agar Saamne - Raaz

--MALE--
(Am)Hey hey hey (Dm)hey, aa aa aa (G)aa
(G)La la la (G)la, (F)aa (G)aa (Am)aa
(Am)Main agar saamne aa bhi (G)jaaya karoon
(Am)Laazmi hai ke tum mujhse (G)parda karo
(Am)Apni shaadi ke din ab (G)nahin door hai
(Am)Main bhi tadpa karoon, tum bhi (G)tadpa karo

--FEMALE--
(Am)Badi mushkil hai, yeh mera dil hai - 2
(Dm)Tum hi kaho (G)kaise main chup ra(C)ho(G)o(Am)n
(Am)Tum agar saamne aa bhi (G)jaaya karo
(Am)Laazmi hai ke main tumse (G)parda karoon
(Am)Apni shaadi ke din ab (G)nahin door hai
(Am)Main bhi tadpa karoon, tum bhi (G)tadpa karo

--MALE--
(Am)Badi mushkil hai, yeh mera dil hai - 2
(Dm)Tum hi kaho (G)kaise main chup ra(C)ho(G)o(Am)n

--FEMALE--
(Am)Tum agar saamne aa bhi (G)jaaya karo
(Am)Laazmi hai ke main tumse (G)parda karoon

--MALE--
(Dm)Hey (Am)hey, (Dm)eh (Am)hey, aa (G)aa, la la la la (Am)la
(Am)Sataane ke manaane (G)ke
(G)Yeh din hai aazmaane (F)ke
(F)Zara samjha karo dil(G)bar, tumhe me(Am)ri kasam

--FEMALE--
(Am)Yehi meri hai majboo(G)ri
(G)Sehi jaaye na ab doo(F)ri
(F)Mera kya haal hai kai(G)se bataaoon (Am)main sanam

--MALE--
(Am)Zameen (Dm)hogi, (G)gagan (F)hoga
(Am)Tera (Dm)mera (G)milan ho(F)ga(G)(Am)
(Am)Main agar tumse nazrein (G)milaaya karoon
(Am)Laazmi hai ke tum mujhse (G)parda karo

--FEMALE--
Aa aa aa aa aa aa, la la la la, aa aa aa

--MALE--
Main duniya se chala jaaoon
Kabhi na lautke aaoon
Karogi kya akele tum, bataao dilrooba

--FEMALE--
Main rab se chheen laaoongi
Tujhe apna banaaoongi
Chalegi saans jab tak yeh na honge hum judaa

--MALE--
Na apni yeh kasam toote
Jo rab roothe to rab roothe
Main agar tumko milne bulaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo

--FEMALE--
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise main chup rahoon

--MALE--
Main agar saamne aa bhi jaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo

Hindi Chords & Tabs By AMIT82CSE IGT

No comments:

Note: I Try to Mention the source from which I got the Chords, If I am wrong with the Link Back or the Original Author wants Only Link to his site with "Read More at ...." Then, Please do Leave a Comment(and Have a little patience). I will validate the same and do as Suggested.

Followers

Blog Archive